India itni mahan, Dhani Hote hue bhi Kyo ViKas
nahi kar pa rahi hai? or kam kar pa rahi hai...
Jab
Hum Bharat ka naam Sunte hai toh Hume Iske Gorav mayi Itehaas Yaad aa jata hai
iske Veero ki Batein sunkar sochnein par majbur ho jate hai ki Yeh Desh Itna
Mahan hai Magar!!! Aaj ki Doordasha Dekhar Sharam si aati hai sochte hai ki Yeh
Vahi desh hai Jahan Sansadano ki kami na hone ke bavjud or prayapt matra mein
money, labhor or upjaau jamin hone ke bavjud bhi aaj isse Viksit Rashtro mein
nahi Gina Jata hai Iska matlab ye nahi hai ki iss desh mein talent ki kami hai
Nahi!!! Balki Iss Desh mein Talent ki kadar nahi ki jati hai isse mein ek
example dekar saaf karna chahunga Jab Hum School ki Study ko pura karne ke baad
Kisi Govt. College Mein admission lene jate hai Ton Vahan hume admission
process ko pura karna hota hai Bharat ki Baat kare toh Hum Yahan Dekhte hai Ki
Yahan Colleges mein Pahale se hi – OBC, SC, ST OR MINORITY etc. ke liye pahale
se hi seats reserve rakh li jati hai Isme Seaton Ki Bahut Badi Matra hoti hai
kaha jaye ki 1/3 se bhi jyada seats ko reserve kiya jata hai Jisse talented
Bacho ko kam seats milti hai or unhe sidhe sidhe inn seats ka nuksan hota hai
or hum Yeh bhi Keh Sakte hai ki 1/3 se jyada talent ka sidhe tor par laat maar
di gayi hai Kuch Seats ko Kharid liya jata hai Jo Batata hai ki Talent ki kitni
kadar hai iss desh mein Chalo ab hum College Ki Study Puri Karne ke baad sochte
hai ki Ab toh hamare tallent ki kadar ki Jayegi Magar Nahi!!!
Essa
Toh Bilkul Nahi hai Govt. Jobs mein Bhi Reservation hota hai Or Kuch Seats Beek
Jati hai Cash or Jeck se inhe Kharid li jati hai Lo ho Gya Iss Desh Ka Beda
Paar! Aap Khud Soch Sakte hai ki Kaise Yeh Desh Untallented ko panah deta hai
or tallented ko dekhta tak nahi aapko agar iss desh mein nokari chahiye toh
aapke paas obc, sc, st etc ki jati honi chahiye agar nahi hai toh cash or jack
chalta hai agar yeh bhi nahi hai toh aap Govt. Jobs toh bhul hi jaiye\
Sunne
mein Aaya hai ki desh ke grahmantari ka yeh kahana hai ki unka promotion unki
jati ke karan hua means tallent ko koi mahatav nahi diya gaya Toh Andaja Lagaya
Ja Sakta ki Yeh Desh Unn Hathon mein hai jo ki untalented hai or untallented
person kaam kabhi sahi nahi karte jabki bigaad jarur dete hai Aaj Hum Dekh Rahe
hai Iss Desh Ke Kayi pariyojana Ghaate mein ja rahi hai Iska yahi karan hia iss
Desh Mein Tallent Ki Kadar Nahi Ki JatiBalki Untallented ko Badava Diya Jata
hai Aaj Koi Bhi Angutha Chhap paise ke joor par desh ka Raajneta ban jata hai
magar Pada Likha Person Nokari ke liye Dar Dar ki Thokare Khane ko Majbur
hai!!!
Mein
toh Yahan Tak Sochtan Hun Ki Agar Log Cast Wise hi Blogging Kar Pate Toh Iss
Internet Jagat Ka Kya Hota…
(Yeh
Desh Ke Govt. Sectors se Sambandit hai Inme Privat Secor ka bhi Kahi na Kahi
Par Roll Dikhayi Deta hai)
>>>Send
Your Suggestion or Reply at GoGoIndia99@gmail.com.>>>
No comments:
Post a Comment